SONG: Mara Gaya Brahmachari - मारा गया ब्रह्माचारी

Mara Gaya Brahmachari - मारा गया ब्रह्माचारी

LYRICS:
lage manva ke bich katari ke mara gaya ke mara gaya bramhachari haye kaisi julmi kaisi julmi banai taine nari ke mara gaya ke mara gaya bramhachari kaisa ghungru payaliya ka chhanka haye haye re chhanka mori mala mein atak gya manka haye re manka main to bhula prabhu main to bhula prabhusudh budh sari ke mara gaya ke mara gaya bramhachari kaisi julmi banai taine nari ke mara gaya brmahachari koi chanchal koi matvali hai matvali hai koi natkhat koi bholi bhali hai bholi bhali hai kabhi dekhi na thi kabhi dekhi na thi aisi fulvari ke mara gaya ke mara gaya bramhachari bade jatno sath banai thi han banai thi mori barso ki punye kamai thi han kamai thi taine pal mein haye taine pal mein bhasam kar dali ke mara gaya ke mara gaya barahmachari haye kaisi julmi kaisi julmi banai taine nari ke mara gaya ke mara gaya barahmachari