SONG: Manzil Vahi Hai Pyaar Ki, Rahi Badal Gaye - मंज़िल वही है प्यार की, राही बदल गये

Manzil Vahi Hai Pyaar Ki, Rahi Badal Gaye - मंज़िल वही है प्यार की, राही बदल गये

LYRICS:
manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye sapno ki mehfil me ham tum naye sapno ki mehfil me ham tum naye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye duniya ki nazro se dur duniya ki nazro se dur jate hai ham tum jaha us desh ki chandni gaayegi ye dastaan mausam tha vo bahar ka, dil khil machal gaye sapno ki mehfil me ham tum naye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye chhup na sake mere raaz chhup na sake mere raaz, nagmo me dhalne lage roka tha phir bhi ye dil, pahlu badalne lage ye din bhi kuchh ajib the jo aaj kal gaye sapno ki mehfil me ham tum naye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye manzil vahi hai pyar ki rahi badal gaye