SONG: Manzil Pe Pahunchnaa Ab Dushwaar Hamara Hai - मंजिल पे पहुंचना अब दुश्वार हमारा है

Manzil Pe Pahunchnaa Ab Dushwaar Hamara Hai - मंजिल पे पहुंचना अब दुश्वार हमारा है

LYRICS:
manjil pe pahunchana ab dushvar hamara hai tufan mein kashti hai tufan mein kashti hai aur dur kinara hai manjil pe pahunchana dukh dard ke maro ka dukh dard ke maro ka ab koun sahara hai le de ke fakat tera ek matra sahara hai manjil pe pahunchana kismat hame le aayi ye koun si duniya mein ye koun si duniya mein kismat hame le aayi ye koun si duniyan mein ye koun si duniyan mein suraj ki nigaho mein dhundhala sa sitara hai manjil pe pahunchana kante ki tarah ab to har jaat bhatkati hai har jaat bhatkati hai kante ki tarah ab to har jaat bhatkati hai najdik bahut hamse ab vakt hamara hai manjil pe pahunchana ab dushvar hamara hai tufan mein kashti hai tufan mein kashti hai aur dur kinara hai