SONG: Manzil Ki Dhun Me Jhumate Gaate Chale Chalo - मंजिल की धुन में झूमते गाते चले चलो

Manzil Ki Dhun Me Jhumate Gaate Chale Chalo - मंजिल की धुन में झूमते गाते चले चलो

LYRICS:
mazil ki dhun me jhumate gaate chale chalo mazil ki dhun me jhumate gaate chale chalo bichhade hue dilo ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi me koi kyun uthaaye gam koi kyun uthaaye gam do din ki zindagi me koi kyun uthaaye gam koi kyun uthaaye gam nagme khushi ke sab ko sunaate chale chalo nagme khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade hue dilo ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat kaa naam hai mohabbat kaa naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat kaa naam hai mohabbat kaa naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade hue dilo ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyo se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyo se dil ko bachaate chale chalo bichhade hue dilo ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo mazil ki dhun me jhumate gaate chale chalo bichhade hue dilo ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo