SONG: Manzar Samet Laaye Hain Jo Tere Gaanv Ke - मंज़र समेट लाये हैं जो तेरे गाँव के

Manzar Samet Laaye Hain Jo Tere Gaanv Ke - मंज़र समेट लाये हैं जो तेरे गाँव के

LYRICS:
mazar samet laaye hai jo tere gaanv ke nide uda rahe hai wo jhoke hawao ke teri gali se chaand bhi zyaada hansi nahi kahate sune gaye gai musaafir khalao ke pal bhar ko teri yaad me dhadaka tha dil mera ab dur tak bhanwar se pade hai sadao ke daad-e-safar mili hai kise raah-e-shauq me hamane mita diye hai nishaan apane paanvo ke zida the jinase sard hawao me ham qatil ab zahar-aab ho gaye saaye hawao ke