SONG: Manwa Kahe Phir Tadpaye - मनवा काहे फिर तडपाये मनवा काहे फिर तडपाये

Manwa Kahe Phir Tadpaye - मनवा काहे फिर तडपाये मनवा काहे फिर तडपाये

LYRICS:
manwa kahe phir tadpaye manwa kahe phir tadpaye bhul gayi thi jo barsate bhul gayi thi jo barsate chandani rate pyar ki bate chandani rate pyar ki bate ab kyu reh reh kar haye man ko unki yad sataye manwa kahe phir tadpaye jag uthe kyu nind ke mare kahe re sapne rishte nate chhod chuki thi jis jiwan ko chhod chuki thi jis jiwan ko kahe yad me aye manwa kahe dil dhadkaye yad kisi ki dil me ayi naynan me phir jhadi lagayi yad kisi ki dil me ayi naynan me phir jhadi lagayi man ka panchi man me hai man ka panchi man me hai bhule rag sunaye manwa bhule rag sunaye manwa kahe phir tadpaye