SONG: Mantriji - दिल मे सिर्फ देश भक्ति ऐसा मेरा भीम राव रे

Mantriji - दिल मे सिर्फ देश भक्ति ऐसा मेरा भीम राव रे

LYRICS:
dil me sirf desh bhakti aesa mera bhim raw re aadhunik bharat ka ek aesa wo shilpkar re barso se pani ki thi killte yaha soch se usi ke huye harek khaliya damodar hira kundha bijli yojna khushiya usne layi kitni yaha jal sandharan mantri aesa huaa nahi hoga koi re aadhunik bharat ka ek aesa wo shilpkar re majduro ka jina bhi tha mushkil bada barah barah ghante wo bahaye pasina bhim ji ke pehal se dekho badle hai thath kaam ki abdhi ghtaye barah se aath sukhad huaa sulabh huaa majduro ka jina yaha re aadhunik bharat ka ek aesa wo shilpkar re shilpkar re