SONG: Mantra - मंत्रा

Mantra - मंत्रा

LYRICS:
kisne ye jaana hai kitna purana jaata kaha ye silsila phir se na aana hai ye kitna suhana pal ye jo hamko hai mila is pal aao khud ko jaan le pechan le aao dekhe jeevan ke rang sabhi bhule naa biti joti bahto jane do sahi kya hai tera mantra hai jeet kya hai haar kya gham or khushi ke paar kya hai week ke aasar kya toofan ke majdhaar kya hai badlo ke paar kya koi or bhi sansar kya bas ye jan lo hai pyar kya hai ye mera mantra dekho pukare thame nabh ke sitare paani faelaye aasma bahti hawaye tumhe kaheti fizaye dekho thame na karwa lekar chal yaade kal ki karta chal tu waade kal ke is pal me tere kadmo ke hai nishan dekhenge aane wale manzil ko pane wale puchenge chahne wale kya hai tera mantra mehnat bhi hai himat bhi hai thodi si ha kismat bhi hai aankho me hai kuch khawb bhi seene main kuch hasrat bhi hai hai saas ka aadhar kya aur zindagi ka saar kya bas jaanlo hai pyar kya hai ye mera mantra aao naa socho naa dil se mita do sab fasle sarhad na mazhab na ham sab rahe ho ek ang me ek ang me tera hai apna kya tera paraya kya teri hai aasha kya tera hai jeevan kya tera hai sapna kya tera hai ishwar kya teri hai masa kya kya hai tera mantra hai saas ka aadhar kya aur zindagi ka saar kya bas jaanlo hai pyar kya hai ye mera mantra hai jeet kya hai haar kya gham or khushi ke paar kya hai week ke aasar kya toofan ke majdhaar kya hai badlo ke paar kya koi or bhi sansar kya bas ye jan lo hai pyar kya hai ye mera mantra