SONG: Mantr Japo Navkar Manva - मंत्र जपो नवकार मनवा

Mantr Japo Navkar Manva - मंत्र जपो नवकार मनवा

LYRICS:
mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar panch pado ke panch pado ke paintish akshar hai sukh ke adhar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar arihanto ka sumran kar le arihanto ka sumran kar le siddh prabhu ka naam tu jap le siddh prabhu ka naam tu jap le aacharya sukh kar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar upadhyaay ko man me dha le upadhyaay ko man me dha le sarv sadhu ko shish nava le sarv sadhu ko shish nava le hove bhav se paar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar dhanhin sukh sampati pawe dhanhin sukh sampati pawe manvanchhit har kaam banawe manvanchhit har kaam banawe sukhi rahe pariwaar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar rog sog ko dur bhagawe rog sog ko dur bhagawe janam charna amrit dosh mitawe janam charna amrit dosh mitawe bhav dukh bhanjan haar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar mantra japo navkaar manwa mantra japo navkaar