SONG: Mann Se Chinta Kee Ghata Dur Ho Ja - मन से चिंता की घटा, दूर हो जा दूर हो जा

Mann Se Chinta Kee Ghata Dur Ho Ja - मन से चिंता की घटा, दूर हो जा दूर हो जा

LYRICS:
man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja ang ang me umang naach uthi ang ang me umang naach uthi man me koi tarang jaag uthi jaag uthi man me koyi tarang jag uthi jag uthi aankho me sundar sansar basa man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja aasha ki kyari me phul khile do komal praano ke taar mile aasha ki kyari me phul khile do komal praano ke taar mile dali pe do komal paat hile dali pe do komal paat hile jivan me naya naya pyar hansa pyar hansa man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja dur desh se aayi kaali ghataaye dur desh se aayi kaali ghataaye barase ek naya git sunaye barase ek naya git sunaye dukh ke sagar me hain sukh kaa sansar chhupa man se chinta ki ghata, dur ho ja dur ho ja