SONG: Mann Qunto Maula - मन कुन्तो मौला

Mann Qunto Maula - मन कुन्तो मौला

LYRICS:
ya maula..maula, maula anjaam se chahat ki, anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula ya maula..maula, maula anjaam se chahat ki, ye anjaan hai maula ye ishq ashq aashiqui nadaan hai maula yaar ki ek deed pe, qurbaan hai maula o nigaah-e-karam maula mann quanto maula, mann quanto maula khwaaja ali un maula mann quanto maula, mann quanto maula alif allah, saqat allah noor allah, faqat allah alif allah, saqat allah noor allah, faqat allah zameen se uthaaye, falak pe bithaaye aisi shaan-e-karam maula mann quanto maula, mann quanto maula khwaaja ali un maula mann quanto maula, mann quanto maula maula raa , aa keh raha lab pe aaye, dil mein toofaan raa aa keh raha lab pe aaye, dil mein toofaan meri hasti mita de, yaar se la mila de ab khuda ki kasam maula mann quanto maula, mann quanto maula jab teri shaan e kareebi pe nazar jaati hai zindagi kitne madahil se guzar jaati hai basabab mujhko diye jaata hai dene waala maangta bhi nahi jholi meri bhar jaati hai teri shaan nirali hai maula teri shaan nirali hai maula teri shaan nirali hai maula mera yaar mila de ya maula chaahe asti mita de ya maula mera yaar mila de ya maula mann quanto maula, mann quanto maula mann quanto maula, mann quanto maula mann quanto maula.