SONG: Mann Ki Suni Nagariya Suhani Bani - मन की सूनी

Mann Ki Suni Nagariya Suhani Bani - मन की सूनी

LYRICS:
man ki suni man ki suni nagariya suhani bani man ki suni nagariya suhani bani koi raja bana, mai to raja bana koi rani bani, mai to rani bani man ki suni nagariya suhani bani man ki suni mere hariday ko kisne churaye liya churaye liya mohe naino me kisne basaye liya haye basaye liya mere jiwan ko kisne sajaye diya kisne suni nagariya basaye diya ha ha basaye diya ha ha basaye diya apni phulo se sundar jawani bani apni phulo se sundar jawani bani koi raja bana, mai to raja bana koi rani bani, mai to rani bani man ki suni nagariya suhani bani man ki suni ye lo koyal ne bagiya me gayi malhar ye lo koyal ne bagiya me gayi malhar aao chhup chhup ke aao chhup chhup ke bhawro se sikhenge pyar aao chhup chhup ke bhawro se sikhenge pyar ho pyar karne ko ye zindgani bani ho pyar karne ko ye zindgani bani koi raja bana, mai to raja bana koi rani bani, mai to rani bani man ki suni nagariya suhani bani man ki suni