SONG: Manmohan Murali Teri Bairan Ban Gayi - मनमोहन मुरली तेरी बैरन बन गयी

Manmohan Murali Teri Bairan Ban Gayi - मनमोहन मुरली तेरी बैरन बन गयी

LYRICS:
manmohan murali teri bairan ban gayi haye baje to radha bawri na baje to man akulaye suno ek din ki bat thi wo poonam ki rat suno ek din ki bat thi wo poonam ki rat radha baithi thi jamuna ke teer badi man me adhir bhare naino me neer nahi aaye salone sawre akulane lage naina ha bawre tabhi boli sakhi dekh bholi sakhi tere murli wale sham aa gaye tere man ke mohan sham aa gaye tere sapno ke ghanshyam aa gaye to radha boli radha boli radha boli radha boli radha boli bade ji tum aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi apni murli me ras bhar laye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli bade ji tum aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli bahe naino se neer kya tumhaare liye uthe tan man me peed kya tumhare liye uthe hirday ka dhir kya tumhare liye lage virah ka teer kya tumhare liye mera dukhda bada dukhda mitane aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi apni murli me ras bhar laye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli bade ji tum aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli koi karta ho maan to aji tumko kya koi karta ho maan to aji tumko kya jaye virahan ki aan to aji tumko kya koi kho dale pran to aji tumko kya koi de dale jan to aji tumko kya jab khud ko jab khud ko padi tab aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi apni murli me ras bhar laye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli bade ji tum aaye ho jaise hamko tumhare bin chain nahi radha boli