SONG: Manjilein Hai Apani Jagah - मंजिले है अपनी जगह

Manjilein Hai Apani Jagah - मंजिले है अपनी जगह

LYRICS:
manjile hai apni jagah par hum hai chale ab kaha raste hai apne juda phir bhi dhundhe hai wo nishaan main kaha hu kaha hu kaha khamosh in raho pe gunje har pal ye sadaye jindagi ki hasi mein aansu banke kahi kho jaaye main kaha hu kaha hu kaha main kaha hu kaha hu kaha kinaro pe kab se main khada hu ho aansuo ki in leharo pe ha aa aa tanha chala pada hu aansuo ki in leharo pe ha aa aa tanha chala pada hu main kaha hu kaha hu kaha main kaha hu kaha hu kaha kehna chahta hu manjile hai apni jagah manjile hai apni jagah par hum hai chale ab kaha raaste hai apne juda phir bhi dhundhe hai wo nishan main kaha hu kahaan hu kaha main kaha hu kahaan hu kaha khamosh in raho pe gunje har pal ye sadaaye jindagi ki hasi mein aansu banke kahi kho jaye main kaha hu kaha hu kaha main kaha hu kaha hu kaha kinaro pe kab se main khada hu ho aansuo ki in leharo pe ha aa aa tanha chala pada hu ha aa aa tanha chala pada hu main kaha hu kaha hu kaha main kaha hu kaha hu kaha