SONG: Mangne Vale Maang Rahe Hai - माँगने वाले मांग रहे है

Mangne Vale Maang Rahe Hai - माँगने वाले मांग रहे है

LYRICS:
are mangne wale maang rahe hai mangne wale maang rahe hai pane wala kahta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai mangne wale maang rahe hai pane wala kahta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai mai line me khada hu mera number jis din aayega dekhna yaro tum ghar mera noto se bhar jayega sabse pahle ek sone ka uncha mahal banaunga michael jackson, medona ko jab chahu nachwaaunga america se rashtarpati khud hath milaane aayega hath milaane se pahle wo thoda sa ghabrayega mai bolunga hath mila le mai bolunga hath mila le are tension kaahe ko leta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai shadi karke honeymoon pe chand pe mai bhi jaunga ek saal ke baad laut ke chand se wapis aaunga chand ka tukda god me hoga daddy daddy bolega heere moti jade khilaune khel khel me todega apne hindustan se phir mai dur garibi kar dunga jo bhi khali jeb milegi mai noto se bhar dunga wo meri bhi sunega ek din wo meri bhi sunega ek din mera dil bhi kahta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai jab deta hai upar wala chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai deta hai bhai deta hai chappar phad ke deta hai