SONG: Mana Ke Muste Khaak Se - माना के मुस्ते ख़ाक से

Mana Ke Muste Khaak Se - माना के मुस्ते ख़ाक से

LYRICS:
maana ke musht-e-khak se maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se insaan hu dhadkte huye dil par haath rakh insaan hu dhadkte huye dil par haath rakh yu doob kar na dekh yu doob kar na dekh samandar nahi hu mai yu doob kar na dekh samandar nahi hu mai lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se chehre pe mal raha hu siyaahi naseeb ki chehre pe mal raha hu siyaahi naseeb ki aai na haath me hai sikandar nahi hu mai aai na haath me hai sikandar nahi hu mai aai na haath me hai sikandar nahi hu mai lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se ghalib tere zameen me likhi to hai ghazal ghalib tere zameen me likhi to hai ghazal tere kad-e-sukhan ke tere kad-e-sukhan ke baraabar nahi hu mai tere kad-e-sukhan ke baraabar nahi hu mai lekin hawa ke rehmo-karam par nahi hu mai maana ke musht-e-khak se badh kar nahi hu mai maana ke musht-e-khak se