SONG: Man Saaf Tera Hai Ya Nahi Puchh Le Ji Se - मन साफ तेरा है या नहीं पूछ ले जी से

Man Saaf Tera Hai Ya Nahi Puchh Le Ji Se - मन साफ तेरा है या नहीं पूछ ले जी से

LYRICS:
man saaf tera hai ya nahi puch le ji se ha puch le ji se ha ha puch le ji se man saf tera hai ya nahi puch le ji se fir jo kuch bhi karna hai tujhe kar wo khushi se ghabra na kisi se sharbat ke jo dhokhe me tujhe jahar pilaye sharbat ke jo dhokhe me tujhe jahar pilaye rone pe jo hansta rahe hans hans ke rulaye le jana jo tujhe kanto ki gali se fir jo kuch bhi karna hai tujhe kar wo khushi se ghabra na kisi se man saf tera hai ya nahi puch le ji se han puch le ji se ha ha puch le ji se tu logo ki aankho me bala ho to bala ho acchi wo burai hai jise duniya ka bhala ho katata hai gala tera agar kund chhuri se fir jo kuch bhi karna hai tujhe kar wo khushi se ghabra na kisi se jis kam se tu jinda subo sham rahega jis kam se tu jinda subo sham rahega par tu to nahi tera sada naam rahega sachhe nahi darte hai jamane me kisi se sachhe nahi darte hai jamane me kisi se fir jo kuch bhi karna hai tujhe kar wo khushi se ghabra na kisi se man saf tera hai ya nahi puch le ji se han puch le ji se ha ha puch le ji se man saf tera hai ya nahi puch le ji se are puch le ji se