SONG: Man Ro Kar Humse Puch Raha - मन रो कर हमसे पूछ रहा

Man Ro Kar Humse Puch Raha - मन रो कर हमसे पूछ रहा

LYRICS:
man ro kar humse puchh raha o saajan aakar chale gaye man se hum ro kar puchh rahe kyu saajan aakar chale gaye chale gaye kyu chale gaye kyu saajan aakar chale gaye chale gaye kyu chale gaye kyu saajan aakar chale gaye vo hume hansaane aaye the hanse bhi nahi hum paaye the vo hume hansaane aaye the hanse bhi nahi hum paaye the hontho ne kahan ab hansi kaha hontho ne kahan ab hansi kaha vo dukhi bana kar chale gaye chale gaye kyu chale gaye kyu saajan aakar chale gaye aankho me kisi ka aana tha aur tabhi piya ka jaana tha aankho me kisi ka aana tha aur tabhi piya ka jaana tha aansu na ruke roke humse vo hume rula ke chale gaye chale gaye kyu chale gaye kyu saajan aakar chale gaye humse bhi unhe kuch kahna tha unse bhi hume kuch kahna tha kuch kah na sake kuch kah bhi gaye kuch kah na sake kuch kah bhi gaye vo man me sama kar chale gaye chale gaye kyu chale gaye kyu saajan aakar chale gaye