SONG: Man Meet Aur Preet Milte Hai (Part 3) - मन मीत और प्रीत मिलते है मुकद्दर से

Man Meet Aur Preet Milte Hai (Part 3) - मन मीत और प्रीत मिलते है मुकद्दर से

LYRICS:
man meet aur preet milte hai mukddar se man meet aur preet milte hai mukddar se kayi dube kayi lote aaye gaye jo moti lane samundar se meri jaan ladna padta hai mukddar se meri jaan ladna padta hai mukddar se tajdo ho dam to suna hai murade mil jati hai pathar se man meet aur preet milte hai mukddar se jodiya aati jo nazar pehle se chuni jati hai shadiya hoti jo yaha jannat me likhi jati hai jinhe milna na ho bin bole chale wo jate hai barabar se meri jaan ladna padata hai mukddar se duriye kitni hi sahi saaki hi to hil jate hai aasmaan aur dhrti sada jori meke le jate hai lagte hai juda par dono bandhi hai kahi andar hi andar se meri jaan ladna padata hai mukddar se koshish karne pe mile yaha kismat mehrba hoye gar na ho aane ka yakin to koi umr kyu khoye manjil se hume matlab hai garaj nahi raaho ke chkar se meri jaan ladna padata hai mukddar se tajdo ho dam to suna hai murade mil jati hai pathar se man meet aur preet milte hai mukddar se kayi dube kayi lote aaye gaye jo moti lane samundar se man meet aur preet milte hai mukddar se