SONG: Man Me Teri Yaad Basi - मन में तेरी याद बसी आँखों में है प्यार बसा

Man Me Teri Yaad Basi - मन में तेरी याद बसी आँखों में है प्यार बसा

LYRICS:
mann me teri yaad basi aankho me hai pyar basa mann me teri yaad basi aankho me hai pyar basa aaj mere sapno me hai prem ka sansaar basa mann me teri yaad basi aasha ki bagiya me naye naye phul khile naina sharma hi gaye do dil jo has ke mile basti me armano ki preet ka gulzar basa aaj mere sapno me hai perm ka sansaar basa mann me teri yaad basi najuk sa mora jiya yaad kare piya piya najuk sa mora jiya yaad kare piya piya dard bhare dil ne mujhko jag me haye badnam kiya dard bhare dil ne mujhko jag me haye badnam kiya lakh nahi nahi kahu lakh nahi nahi kahu nahi me ikrar basa aaj mere sapno me hai perm ka sansaar basa mann me teri yaad basi