SONG: Man Ki Maina Bol Rahi Hai - मन की मैना बोल रही है

Man Ki Maina Bol Rahi Hai - मन की मैना बोल रही है

LYRICS:
man ki maina bol rahi hai bole man ki maina man ki maina bol rahi hai bole man ki maina uski boli har leti hai mere man ka chaina mere man ka chaina bol rahi hai bole man ki maina man ki maina bol rahi hai bole man ki maina desh mein wo jane ko kahti jaha prem ki ganga bahti kano mein aakar ras ghole kano mein aakar ras ghole kisi ke mithe naina bol rahe hai bole man ki maina man ki maina bol rahi hai bole man ki maina waha ek bholi matwali sundar nain nasha waha ek bholi matwali sunadar nain nashaye koyal ki kuk pal pal kuke asal phul khilaye koyal ki kuk pal pal kuke asal phul khilaye use dekhne ko tadap rahe hai nain bole man ki maina man ki maina bol rahi hai bole man ki maina bole man ki maina man ki maina bol rahi hai bole man ki maina