SONG: Man Ki Baat Jab Hotho Pe Aane Ko Ho (Duet) - अनकही अनसुनी, बातों का मधु

Man Ki Baat Jab Hotho Pe Aane Ko Ho (Duet) - अनकही अनसुनी, बातों का मधु

LYRICS:
ankahi ansuni, baato ka madhu mantar me dhaal ke sukh ka anubhaw karo yu hi sukh sapno ke, deep baal ke kuch batane ko kuch batane ko, kuch chhupane ko ho bela kahne ki, fir na aane ko ho kya ho, man aise me jo kah de abhi nahi, abhi nahi, fir kabhi man ki baat jab, hotho pe aane ko ho kalpana kya kare yadi kahne wala, maun sadh le drishthi dekhe kaise do naino ko jab laz bandh le dhairy ka bandh dhairy ka bandh tut jane ko ho aur fir bhi na, man batane ko ho kab tak, yuhi kahti rahogi abhi nahi, abhi nahi, fir kabhi man ki baat jab, hotho pe aane ko ho