SONG: Man Ke Gagriya Me Tu Chamka - मन की गगरिया में तू चमका

Man Ke Gagriya Me Tu Chamka - मन की गगरिया में तू चमका

LYRICS:
man ki gagariya me tu chamka kamal khila meri aas ka najar utha dekha to nikla tu chanda aakash ka tune chal kiya haye chal kiya tune chal kiya haye chal kiya man madhuban me tu muskayi phul khila meri aas ka palak khuli to dekha maine ye sapna tha madhumas ka tune chal kiya haye chal kiya tune chal kiya haye chal kiya ga utha tha dil mera kisi ke pyar me bah gaye wo geet aasuo ki dhar me kiski ye najar lagi mere singar me kate hi mile hame to is bahar me ek bhawre ne kali ko bahka khel rachaya ras ka bhor bhai ud gaya bedardi dhokha tha viswas ka tune chal kiya haye chal kiya tune chal kiya haye chal kiya ik najar se tune man ko jagmaga diya ek najar se pyar ka diya bujha diya ek lahar ne hamko kinare laga diya ek lahar ne aake bhawar me duba diya tere pyar me hamne khela khel ye aas niras ka aisi pyas jagayi hai tune ant nahi is pyas ka tune chal kiya haye chal kiya tune chal kiya haye chal kiya man ki gagariya me tu chamka kamal khila meri aas ka najar utha dekha to nikla tu chanda aakash ka tune chal kiya haye chal kiya tune chal kiya haye chal kiya