SONG: Man Hi Man Muskaye Re Dulhaniya Chhup Chhup Ke Sharmaye Re - मन ही मन मुस्काये रे दुल्हनिया छुप छुप के शर्माए रे

Man Hi Man Muskaye Re Dulhaniya Chhup Chhup Ke Sharmaye Re - मन ही मन मुस्काये रे दुल्हनिया छुप छुप के शर्माए रे

LYRICS:
man hi man muskaye re dulhaniya chup chup ke sharmaye re dulhaniya man hi man muskaye re dulhaniya chup chup ke sharmaye re dulhaniya kare hai bahane dekho lagi hai chupane baj rahi pyar ki basuriya man hi man muskaye re dulhaniya dekho kaisi aankh dikhaye re dulhaniya gajra kajra bindiya mehandi kar solah singar laz ki mari nain jhukaye chali piya ke dwar pritam ne jab pyar se pakdi gori gori baiya prem diwani fir bhi bole chhodo chhodo saiya are kaise kaise dhong rachaye re dulhaniya kaise kaise dhong rachaye re dulhaniya man hi man muskaye re dulhaniya kare hai bahane dekho lagi hai chupane baj rahi pyar ki basuriya man hi man muskaye re dulhaniya dekho kaisi aankh dikhaye re dulhaniya