SONG: Man Bhaavan Ke Ghar Jaae Gori - मन भावन के घर जाए गोरी

Man Bhaavan Ke Ghar Jaae Gori - मन भावन के घर जाए गोरी

LYRICS:
mann bhaavan ke ghar jaye gauri ghuunghat me sharamaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana mann bhaavan ke ghar jaye gauri ghuunghat me sharamaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana bachapan ke din khel ganvaye aayi jawani to baalam aaye bachapan ke din khel ganvaye aayi jawani to baalam aaye aayi jawani to baalam aaye tere aangan baje badhaai gauri kyun naina chhalakaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana is duniya ki reet yahi hai, reet yahi ha haath jo thaame meet wahi hai, meet wahi hai haath jo thaame mit wahi hai ab hum to huye paraye gauri phir tere sang jaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana masti bhare sawan ke jhule tujhko kasam hai jo tu bhule masti bhare sawan ke jhule tujhko kasam hai jo tu bhule tujhko kasam hai jo tu bhule ab ke jab vaapas aaye gauri gaud bhari le aaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana mann bhaavan ke ghar jaye gauri ghunghat me sharamaye gauri bandhi rahe ye pyar ki dori hame na bhulana, hame na bhulana hame na bhulana, hame na bhulana