SONG: Man Beqaid Hua - Anarkali - मन बेकैद हुआ

Man Beqaid Hua - Anarkali - मन बेकैद हुआ

LYRICS:
mitti jism ki geeli ho chali| mitti jism ki khushboo iski rooh tak ghooli khushboo iski ik lamha banke aaya hai ik lamha banke aaya hai sadh zakh~mon ka vedh mann beqaid hua mann beqaid mann beqaid hua mann be~qaid rafta rafta muskilein apne aap kho rahi itminaan se kashmkash kahi jaake so rahi dustak dene lagi hawa ab, chatanon pe zinda hai toh, kiska~ bas hai armaanon pe, koi sehra bandhe aaya hai sadh zakhmon ka vedh mann beqaid huva mann beqaid mann beqaid huva mann beqaid ab talak jo, the dabein raaz wo, khul rahein darmiyan ke, faaslay ik rang mein, ghul~ rahein do saan~son se jali jo lau ab, wo kafi hai mere bhitar, kuch na rha par tu baki hai ik katra banke aaya hai sadh zakhmon ka vedh mann beqaid hua mann beqaid mann beqaid hua