SONG: Man Bawraa (Duet) - मन बावरा

Man Bawraa (Duet) - मन बावरा

LYRICS:
behka behka ye dil kahne laga mehka mehka sa ye rahne laga khwab jo dekha mere dil ne woh sach hone laga saitaaniyan, badmaashiyan khwabo mein aake koi karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga tanha, tanha main toh rahne laga jhoothi, moothi batein karne laga har pal sapna tera dekha woh sach hone laga gustakhiyan, naadaniyan hardam main toh karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga chhote-chhote titliyon se yeh poochti hoon ye rang pyar ke kahan se laate ho lagta hai tum bhi mili ho unse kahin jisne choo liya hai mere man ko man bawra hone laga teri hi batein karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga aankhein dekhne lagi sapne kayi tu mere kareeb hai bas lagta yahi aitbaar se tumko chahne laga hoon sach kahta hoon, tu hai mera humnashi man bawra hone laga teri hi batein karne laga man bawra hone laga teri hi batein karne laga