SONG: Mall Road Par Ghoom Rahe Hai Band Gale Me Tai - माल रोड पार घूम रहें बांध गले में टाई

Mall Road Par Ghoom Rahe Hai Band Gale Me Tai - माल रोड पार घूम रहें बांध गले में टाई

LYRICS:
pade likhe kuch khak nahi par naam hai mister vayi mall road par ghum rahe hai bandh gale me tayi o mister vayi o mister vayi o mister vayi aankh pe inki kala chashma chal bhi hai matwali hero banke dundh rahe hai ye koi dil wali aankh pe inki kala chashma chal bhi hai matwali hero banke dundh rahe hai ye koi dil wali bidi tak pine ko nahi hai paket mai ek payi par mall road par ghum rahe band gale me tayi o mister vayi o mister vayi o mister vayi kaise kaise logo se hai dekho inki yaari ye hai inke mister toto ye miss gogo pyari kaise kaise logo se hai dekho inki yaari ye hai inke mister toto ye miss gogo pyari mister toto ko tata miss gogo ko good bayi par mall road par ghum rahe band gale me tayi o mister vayi o mister vayi o mister vayi rasta chalte logo ko yu dete hai ye takar police ki siti sunke phir ye hote hai ghanchkkar rasta chalte logo ko yu dete hai ye takar police ki siti sunke phir ye hote hai ganchkar kam hai inka heraferi aur packet ki safayi par mall road par ghum rahe band gale me tayi o mister vayi o mister vayi o mister vayi