SONG: Malik Ki Marzi Ke Aage Kisi Ka Jor Nahi - मालिक की मर्जी के आगे किसी का जोर नहीं

Malik Ki Marzi Ke Aage Kisi Ka Jor Nahi - मालिक की मर्जी के आगे किसी का जोर नहीं

LYRICS:
malik ki marji ke aage kisi ka jor nahi malik ki marji ke aage kisi ka jor nahi uske hukam pe hukam chalane vala koi or nahi kisi ka jor nahi malik ki marji ke aage vo chahe to pata hile nahi vo chahe to pahad hile vo chahe to pata hile nahi vo chahe to pahad hile honi ko anhoni kar de pathar me bhi phul khile pathar me bhi phul khile vo agar na chahe to jag me vo agar na chahe to jag me sham nahi or bhor nahi kisi ka jor nahi malik ki marji ke aage kisi ka jor nahi ye duniya hai kisi or ki tu kyo jal bichhata ye duniya hai kisi or ki tu kyo jal bichhata yaha na koi jamke rahta ek aata ek jata, ek aata ek jata rakhe jo rahna gup chup sahna rakhe jo rahna gup chup sahna karna kuch bhi shor nahi kisi ka jor nahi malik ki marji ke aage kisi ka jor nahi