SONG: Majabur Meri Aankhen Barabaad Meraa Dil Hai - मजबूर मेरी आँखें बर्बाद मेरा दिल हैं

Majabur Meri Aankhen Barabaad Meraa Dil Hai - मजबूर मेरी आँखें बर्बाद मेरा दिल हैं

LYRICS:
majbur meri aankhe barbaad mera dil hai dushwar diya hansna rona bhi to mushkil hai majbur meri aankhe barbaad mera dil hai ae chand dub ja tu kyun muskura raha hai kyun apni chandni se bijli gira raha hai bhatka hua hai raahi khoyi huyi manzil hai majbur meri aankhe barbaad mera dil hai ro ro ke aansuo ko palko me hi chhupaye fariyaad tute dil ki kaise jaba pe laye rukhsat huye parwane ujadi huyi mehfil hai majbur meri aankhe barbaad mera dil hai