SONG: Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare - मैयां तुम्हारे बिना प्राण दुखियारे

Maiya Tumhare Bina Pran Dukhiyare - मैयां तुम्हारे बिना प्राण दुखियारे

LYRICS:
maiya tumhare bina maiya tumhare bina maiya tumhare bina pran dukhiyare bichhd gaye aankho se aankho ke tare maiya tumhare bina maiya tumhare bina tune dudh pilakar pala teri god me phule teri mamta ke aanchal me kaliyo se hum jhule chhoti si kaya me pran hai tumhare maiya tumhare bina pran dukhiyare maiya tumhare bina maiya tumhare bina maiya tumhare bina pran dukhiyare bichhd gaye aankho se aankho ke tare maiya tumhare bina dur base hai ji ke tukde haye bikhre maiya bin bachhve ke tadap rahi hai ye dukhyari gaiya jalte hai aanchal me aaj angare bichhd gaye aankho se aankho ke tare maiya tumhare bina koi na jane komal aahe ambar se takrati hai rajmahalo ki diware bhi fijali fijali jati hai aao maiya aao maiya aao maiya rom rom tumko pukare maiya tumhare bina pran dukhiyare maiya tumhare bina maiya tumhare bina pran dukhiyare bichhd gaye aankho se aankho ke tare maiya tumhare bina maiya tumhare bina