SONG: Maine Tujhe Chaha Tujhe Pyar Kiya - मैंने तुझे चाहा तुझे प्यार किया

Maine Tujhe Chaha Tujhe Pyar Kiya - मैंने तुझे चाहा तुझे प्यार किया

LYRICS:
o maine tujhe chaha tujhe pyar kiya maine tujhe chaha tujhe pyar kiya tere sang jine ka ikrar kiya ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya maine tujhe chaha tujhe pyar kiya tere sang jine ka ikrar kiya ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya kaise mai dekhu bolo dilkash najara aankho me rahta hai chehra tumhara ek saans aayi mere ek saans jaye tera naam le leke dil tadpaye o dilbar tune bekarar kiya o dilbar tune bekarar kiya tere sang jine ka ikrar kiya ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya pyas milan ki badhti hi jaye ab tere bin kahi raha nahi jaye o tune jo sajna mujhko chua hai bechain dil mera rahne laga hai teer jigar ke aar paar kiya teer jigar ke aar paar kiya o tere sang jine ka ikrar kiya ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya tere sang jine ka ikrar kiya ho maine tujhe chaha tujhe pyar kiya