SONG: Maine To Ye Jaana Tu Hai To Zamana - मैंने तों ये जाना तू है तों जमाना

Maine To Ye Jaana Tu Hai To Zamana - मैंने तों ये जाना तू है तों जमाना

LYRICS:
maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna vo gam jo chupaya sine me dabaya vo gam nahi ab sehna yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna khud ko gavaya tujhe tab paya to dil kaise mane kehna yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina mai dil ki duniya lutane aayi hu to sara jamana chahe roye chahe hase mai aisi khoyi hu ki ab milega tu jaha bhi o jana vahi mera jaha base jo teri aankho me jo tere hotho me mera bhi hai wahi kehna yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna khud ko gavaya tujhe tab paya to dil kaise mane kehna yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina lato me chhupa sa ye pyara sa chehra mai sad ke karu to kya karu mere hasi ye dil hai diwana ye jaan bhi diwani ye tere kabil to najrana koi nahi kajal teri aahe ye haar teri bahe nahi aur mera gahna yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina yaar tere bina maine to ye jana tu hai to jamana bina tere nahi rehna vo gam jo chupaya sine me dabaya vo gam nahi ab sehna yaar tere bina yaar tere bina