SONG: Maine To Nahi Pee Main Saaki Bani Thi - मैंने तो नहीं पी मैं साकी बनी थी

Maine To Nahi Pee Main Saaki Bani Thi - मैंने तो नहीं पी मैं साकी बनी थी

LYRICS:
maine to nahi pee mai saaki bani thi, peene ko tune pee kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya maine to nahi pee mai saaki bani thi, peene ko tune pee kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya dikhakar sapno ki jhalki bhula baithe baate kal ki hami se ab takrate ho bade bhole bante ho ji tumhari jo kahani hai, hamari bhi kahani hai ye kaisi bejubani hai, na bole kuch bhi maine to nahi pee mai saaki bani thi, peene ko tune pee kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya sambhalo mai gir jaungi kali najuk murjhaungi na hairat se aise dekho tumhe mai sab samjhaungi mitha sa jo khumar hai isi ka nam pyar hai isi se bekarar hai hamara dil bhi maine to nahi pee mai saaki bani thi, peene ko tune pee kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya maine to nahi pee mai saaki bani thi, peene ko tune pee kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya kyu nasha mujhe aaya, kyu nasha mujhe aaya