SONG: Maine Sawan Se Kaha Dil Ki Aag Bhuja - मैंने सावन से कहा दिल की आग तू बुझा

Maine Sawan Se Kaha Dil Ki Aag Bhuja - मैंने सावन से कहा दिल की आग तू बुझा

LYRICS:
maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja sawan ne kaha chupke se jal ja maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja badal ne kaha tu pagal hai tu kya maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja sawan ne kaha chupke se jal ja maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja badal ne kaha tu pagal hai tu kya sawan ke bas ki baat nahi badal ke bas ka kaam nahi is rogh ki koi dawa nahi is dard ka koi naam nahi maine jham se kaha mujhko jalne se bacha to jham ne kaha le aag pi ja maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja sawan ne kaha chupke se jal ja maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja badal ne kaha tu pagal hai tu kya mujhko pine ka sauk nahi ye dil ki lagi bhujani hai aankho me kitne aanshu hai sagar me kitna pani hai maine sagar se kaha meri pyas tu bhuja sagar ne kaha dhub ke mar ja maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja sawan ne kaha chupke se jal ja maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja badal ne kaha tu pagal hai tu kya jis roj ye mera dil tuta us roj badi barsat hui barso me us harjai se ek din jo meri mulakat hui maine us se ye kaha meri kya khata to usne kaha tune pyar hai kiya maine sawan se kaha dil ki aag tu bhuja sawan ne kaha chupke se jal ja maine badal se kaha dil ki aag tu bhuja badal ne kaha tu pagal hai tu kya