SONG: Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha - मैंने प्यार कर लिया नहीं करना था

Maine Pyar Kar Liya Nahi Karna Tha - मैंने प्यार कर लिया नहीं करना था

LYRICS:
dile nadan pe is beiman pe ho etbar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha dile nadan pe is beiman pe ha etbar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha ham tum na milte to thik hota, ye dard na dil ke najdik hota ham tum na milte to thik hota, ye dard na dil ke najdik hota tum se gale milke teer koi dil ke aar paar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha dile nadan pe is beiman pe ho etbar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha in soye tufano ko jagaya, kyu dil ke armano ko jagaya in soye tufano ko jagaya, kyu dil ke armano ko jagaya ji or jaan ko sare jahan ko ho bekarar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha aansu kharide muskan de di, dil kya diya maine jaan de di aansu kharide muskan de di, dil kya diya maine jaan de di is rup rang ko apne ang ang ko ho gunehgar kar liya nahi karna tha maine pyar kar liya nahi karna tha dile nadan pe is beiman pe ho etbar kar liya nahi karna tha lyrics typed by: neha gupta