SONG: Maine Pyaar Kyo Kiya - मैंने प्यार क्यों किया

Maine Pyaar Kyo Kiya - मैंने प्यार क्यों किया

LYRICS:
dard bana har libash mera ab gham ko odh ke sota hoon dard bana har libash mera ab gham ko odh ke sota hoon maayusiyon ke bistar pe khamosh hoke rota hoon sochta hoon sada maine pyaar kyun kiya? aitbaar kyun kiya? maine pyaar kyun kiya? mere sisakne ki sadayein kaash hawa ye sun leti mere sisakne ki sadayein kaash hawa ye sun leti bechainiyon ke baago mein woh rahat ki kaliyan bun deti ishq ki nakaami ko ab main sir pe leke dhoota hoon sochta hoon sada maine pyaar kyun kiya? aitbaar kyun kiya? maine pyaar kyun kiya? waqt mere hathon mein aake kyun aise hi fisal gaya hmm waqt mere hathon mein aake kyun aise hi fisal gaya karke wada umra bhar ka kyun ab jaan badal gaya andhero se shikva nahi roshani se naraz ab rehta hoon sochta hoon sadaa maine pyar kyun kiya aitbaar kyun kiya maine pyar kyun kiya.