SONG: Maine Pehchan Liya Tumne Pukara Hai Mujhe - मैंने पहचान लिया तुमने पुकारा है मुझे

Maine Pehchan Liya Tumne Pukara Hai Mujhe - मैंने पहचान लिया तुमने पुकारा है मुझे

LYRICS:
maine pahchan liya tumne pukara hai mujhe tumne pukara hai mujhe aankho aankho me kiya aankho aankho me kiya tumne ishara hai mujhe ha ha ishara hai mujhe chhu ke phulo ko jo bahte hai hawa ke jhoke unhe chupke chupke chupke unhe chupke bhi to tumhi ne dulara hai mujhe ha ha dulara hai mujhe khub ba khud rah mujhe khub ba khud rah mujhe milti chali jati hai tumne bhule hue tumne bhule hue rashte pe sabhala hai mujhe ha ha sabhala hai mujhe aaj aankho me hai chhai hui ye masti kyu sach to ye hai ke nasha sach to ye hai ke nasha ek tumhara hai mujhe ek tumhara hai mujhe rah manzil me kahi rah manzil me kahi dub na jaye kashti mai samjh lungi jaha mai samjh lungi jaha tum ho kinara hai waha