SONG: Maine Kya Tha Kiya - मैंने क्या था किया जो बुझा के दीया

Maine Kya Tha Kiya - मैंने क्या था किया जो बुझा के दीया

LYRICS:
maine kya tha kiya jo bujha ke diya mujhe rote andhero mein chhod gaya mujhe rote andhero mein chhod gaya ghanghor ghataye chhayi hai jo baandh banaye bane nahi jo baandh banaye bane nahi ye jid kaha se tut padi majhdar mein naiya dol rahi majhdar mein naiya dol rahi mujhe bich bhanwar mein chhod gaya mujhe bich bhanwar mein chhod gaya aansu mein chhupa ke le chal ha ek teri nishani lekar main ek teri nishani lekar main jiyu ke maru batlaya na gaya kuch baat mujhe samjhata gaya kuch baat mujhe samjhata gaya mujhe bich bhanwar mein chhod gaya mujhe bich bhanwar mein chhod gaya ji bujha ke diye mujhe rote andhero mein chhod gaya mujhe rote andhero mein chhod gaya