SONG: Maine Kaha Tumane Suna - मैंने कहाँ तुमने सुना

Maine Kaha Tumane Suna - मैंने कहाँ तुमने सुना

LYRICS:
maine kahan tumne suna maine kahan tumane suna ye hawa kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan tumne suna maine kahan tumane suna ye hawa kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan tumne suna rut ki hasina lagati hai kajal magar dil tarasata hai parbat pe jab jhum jate hai badal to sawan barasata hai rut ki hasina lau lagati hai kajal magar dil tarasta hai parbat pe jab jhum jate hai badal to sawan barasta hai o maine kahan tumne suna ye ghata kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan ho tune suna hum hi nahi bas do premi akele ki sare ye kehte hai ho milane se logo ke lagate hai mele najare ye kehte hai hum hi nahi bas do premi akele ki sare ye kehate hai ho milane se logo ke lagate hai mele najare ye kehte hai maine kahan tumne suna ye fiza kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan ho tumne suna dekho suno gaur se asmano se awaj aati hai o dil bejuban hai magar bejubano se awaj aati hai dekho suno gaur se aasmano se awaj aati hai o dil bejuban hai magar bejubano se awaj aati ha maine kahan tumne suna ye sada kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan ho tumne suna ye hawa kehati hai kya jindagi dard hai pyar dard ki dawa maine kahan tumne suna