SONG: Maine Kaha Suno - क्या कहा सुनो

Maine Kaha Suno - क्या कहा सुनो

LYRICS:
ho maine kaha, kya ho suno jara, kyu maine kaha suno jara aankho ne tumko pyar kiya jaane accha kiya ya bura kiya ho suno saiyaa, bolo chhodo baiya, aaye haa suno saiyaa chhodo baiya humne tera aetbaar kiya jaane accha kiya ya bura kiya ho maine kaha o suno jara ye kahani hai meri, tum ko kyu hum sunaaye ye kahani hai meri, tum ko kyu hum sunaaye ho chup bhi tum rah gaye to, kah denhi ye nigaahe ho chup bhi tum rah gaye to, kah denhi ye nigaahe nahi gawara sath tumhara tum se hum khafa maine kaha suno jara aankho ne tumko pyar kiya jaane accha kiya ya bura kiya ho suno saiyaa chhodo baiya bekhabar yun bano na, chhin ke dil humara bekhabar yun bano na, chhin ke dil humara aa pyaar me jo bhi duba, na mila use kinara aa pyaar me jo bhi duba, na mila use kinara chhod bahane dil nahi maane paas jara to aa suno saiyaa chhodo baiya humne tera aetbaar kiya jaane accha kiya ya bura kiya ho maine kaha, kya suno jara aankho ne tumko pyar kiya jaane accha kiya ya bura kiya suno saiyaa chhodo baiya maine kaha, kya suno jara suno saiyaa chhodo baiya maine kaha, kya suno jara suno saiyaa chhodo baiya