SONG: Maine Jo Dil Diyaa, Tujhe Jo Dil Diya, To Janti Hai Kyaa Hua - मैंने जो दिल दिया, तुझे जो दिल दिया, तो जानती है क्या हुआ

Maine Jo Dil Diyaa, Tujhe Jo Dil Diya, To Janti Hai Kyaa Hua - मैंने जो दिल दिया, तुझे जो दिल दिया, तो जानती है क्या हुआ

LYRICS:
maine jo dil diya tujhe jo dil diya to janti hai kya huya, kya huya maine jo dil diya tujhe jo dil diya to janti hai kya huya, kya huya kahani ban gayi ye duniya jal gyai baithe bithaye hangama ho gaya ke jab se mai tera diwana ho gaya maine jo dil diya tujhe jo dil diya to janti hai kya huya, kya huya khani ban gayi ye duniya jal gyai baithe bithaye hangama ho gaya ke jab se mai tera diwana ho gaya udi khabar jo ye ke tera mera pyar huya udi khabar jo ye ke tera mera pyar huya machi gadar ha is kadar ke sabka hal huya koi to dal pe ltak ke fansi chad gaya koi bechara kudkar nadi me mar gaya koi piya jahar koi gaya akad koi gaya bighad koi gaya rakhad koi jo chust tha use bukhar ho gaya ho gaya ho gaya bas kar bas kar maine jo dil diya tujhe jo dil diya to janti hai kya huya malum hai kya huya khani ban gayi ye duniya jal gyai baithe bithaye hangama ho gaya ke jab se mai tera diwana ho gaya sanam ye sach hai mai amir tu garib hai sanam ye sach hai mai amir tu garib hai kasur tera kuch na ye tera nasib hai mujhe kabul hai ke mai tera diwana hu shama hai tu meri to mai tera parwana hu chalege sath hum rukege sath hum jiyege sath hum marege sath hum ye fsala hamara lakh bar ho gaya ho gaya ho gaya bas kar bas kar maine jo dil diya tujhe jo dil diya to janti hai kya huya kya huya, kya huya khani ban gayi ye duniya jal gyai baithe bithaye hangama ho gaya ke jab se mai tera diwana ho gaya