SONG: Maine Jharokhe Se Kyu Jhaka, Mushkil Me Pad Gayi Jaan - मैंने झरोखे से क्यूँ झाँका, मुश्किल में पड़ गई जान

Maine Jharokhe Se Kyu Jhaka, Mushkil Me Pad Gayi Jaan - मैंने झरोखे से क्यूँ झाँका, मुश्किल में पड़ गई जान

LYRICS:
main ne jharokhe se kyun jhaanka, main kitni naadaan saamne chhat se dekh rahaa thha, mujhko wo be-imaan main mar gayi, mushqil me pad gayi jaan haay haay mushqil me pad gayi jaan, chal gaye nainon ke teer kamaan, main mar gayi mushqil me pad gayi jaan haay haay mushqil me pad gayi jaan wo roz chhat par aane lagaa, aane lagaa haathon se haay dil jaane lagaa, jaane lagaa ban ke hawaa ka jhonka koyi zulfien meri bikhraane lagaa, bikhraane lagaa ulfat mein hai dhokhaa na ja na ja maine roka par thhehra na dil anjaan main mar gayi,mushqil me pad gayi jaan haay haay mushkil me pad gayi jaan, chal gaye nainon ke teer kamaan, main mar gayi mushqil me pad gayi jaan koshish bahut ki uss ne magar, uss ne magar milne nahin di maine nazar, main ne nazar ik roz lekin tauba meri baithi huyi thhi mai be khabar mai be khabar, aise me wo aa ke meri aankhon me samaa ke ban baithha mera mehmaan main mar gayi, mushqil mein pad gayi jaan haay haay mushqil me pad gayi jaan, chal gaye nainon ke teer kamaan, main mar gayi mushqil me pad gayi jaan haay haay mushqil me pad gayi jaan