SONG: Maine Dil Se Ye Pucha Mera Aashiq Kaisa Ho - मैंने दिल से ये पूछा मेरा आशिक कैसा हो

Maine Dil Se Ye Pucha Mera Aashiq Kaisa Ho - मैंने दिल से ये पूछा मेरा आशिक कैसा हो

LYRICS:
maine dil se ye pucha mera aashik kaisa ho maine dil se ye pucha mera aashik kaisa ho dil ne tera naam liya or bola bilkul aisa ho maine dil se ye pucha meri janaam kaisi ho maine dil se ye pucha meri janaam kaisi ho dil ne tera naam liya or bola bilkul aisi ho ye dunia sach kahti hai sabki jodi hoti hai har ek chand ki aanhko me koi chakori hoti hai maine chand se ye pucha meri chakori kaisi ho maine chand se ye pucha meri chakori kaisi ho chand ne tera naam liya or bola bilkul aisi ho diwano ne man liya kahna dil diwane ka dunia me mashur hua pyar shamma parwane ka maine shama se ye pucha mera parwana kaisa ho maine shama se ye pucha mera parwana kaisa ho shama ne tera naam liya or boli bilkul aisi ho maine dil se ye pucha meri janaam kaisi ho dil ne tera naam liya or bola bilkul aisi ho