SONG: Maine Dekha Tha Sapno Me Ik Chandrahar - मैंने देखा था सपनों में एक चन्द्रहार

Maine Dekha Tha Sapno Me Ik Chandrahar - मैंने देखा था सपनों में एक चन्द्रहार

LYRICS:
maine dekha tha maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya bandhi bandhi nadiya si behne lagi, ghadi ghadi lehra ke kehne lagi bandhi bandhi nadiya si behne lagi, ghadi ghadi lehra ke kehne lagi mai toh sajan se jakar milungi abhi mai toh sajan se jakar milungi abhi aaj mujhko mili hai nai jindagi maine dekha tha maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya dhire dhire chhede hawa ki sitar, cham cham nachu to nache bahar dhire dhire chhede hawa ki sitar, cham cham nachu to nache bahar aaj dharti naya git gaane lagi aaj dharti naya git gaane lagi meri takdir bhi muskurane lagi maine dekha tha maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya khoyi khoyi jau mai jane kaha, mila mujhe sab kuchh mile do jaha khoyi khoyi jau mai jane kaha, mila mujhe sab kuchh mile do jaha aaj meri khushi ki toh sima nahi aaj meri khushi ki toh sima nahi ho na jau kahi pyar me bawari maine dekha tha maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya maine dekha tha sapno me ik chandrahar, aaj balam ne pehna diya ho mujhe ulafat kaa gehana diya