SONG: Maine Dekha Hai Ki Phulo Se Ladi Vadi Me - मैंने देखा है कि फूलों से लदी शाखों में

Maine Dekha Hai Ki Phulo Se Ladi Vadi Me - मैंने देखा है कि फूलों से लदी शाखों में

LYRICS:
maine dekha hai ki phulo se ladi sakho me tum lachakti hui mere krib aayi ho jaise mudat se yu hi sath raha ho apna jaise ab ki nahi sadiyo ki sahnayi ho maine dekha hai ki gaate huye jharno ke krib apne betabi-ae-jajbaat kahi hai tumne kapti hotho rukti huyi awaz ke sath jo mere dil me thi wo baat kahi hai tumne aanch dene laga kadmo ke tale braf ka farsh aaj jana ki mohabbat mein hai garmi kitni sangmarmar ki tarh skhat badan mein tere aa gayi hai mere chhu lene se narmi kitni maine dekha hai ki kohare se bahri vadi me main ye kahta hu ki aaj kahi kho jaye mai ye kah ti hu ke khone ki jarurat kya hai odh kar dhund ki chadar ko yahi so jaye