SONG: Maine Bulaya Aur Tum Aaye, Ab Dil Chaahe Kya - मैंने बुलाया और तुम आये अब दिल चाहे क्या

Maine Bulaya Aur Tum Aaye, Ab Dil Chaahe Kya - मैंने बुलाया और तुम आये अब दिल चाहे क्या

LYRICS:
maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna aanchal me hai phul khushi ke tumsa meet mila aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna tum hase aur mere dil me roshni ho gayi jindagi pyaar ki ragini ko sanj ho gayi aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna tumne mile mil gaye jaise mujhko dono jaha tum jaha dil vaha tum jindagi, tum se jaan aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna dur ki bansuri do dilo ke gaane lagi o madbhari chandani apne ghar bhi aane lagi maine bulaya aur tum aaye ab dil chahe kya aanchal me hai phul khushi ke tumsa meet mila aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna aanchal me hai phul khushi ke tumsa meet mila aao tumhe palko me rakh lu sach kar lu sapna