SONG: Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya - मैंने और क्या किया, बलम यही तो कह दिया

Maine Aur Kya Kiya, Balam Yahi To Kah Diya - मैंने और क्या किया, बलम यही तो कह दिया

LYRICS:
maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya ki maine aur kya kiya maine aur kya kiya sanam yahi to keh diya ari oo bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya ke maine aur kya kiya main to tere naino ka rang dekhun, rang dekhun chori chori chahat ka dhang dekhun, dhang dekhun o ho tum aise dekhte ho kya, tum aise dekhte ho kya jaise chor tum ho waise main nahi piya ke maine aur kya kiya hath mere behke to ruk gayi kyun, ruk gayi kyun bhojh tale naino ke jhuk gayi kyun, jhuk gayi kyun o ho ye ek nazar me kya hua, ye ek nazar me kya hua banke mom kyun pighal gaya badan tera ke maine aur kya kiya dhunde teri chhaya ko tan mera, tan mera main jo ruku chalta hai man mera, man mera o ho suno ji more sajana suno ji more sajana jane tumhara kab huya mera jiya, ke maine aur kya kiya maine aur kya kiya, balam yahi to keh diya ke jo na jane preet kya aise beiman se lagaya hai jiya ari o bawari mera dil nahi liya ri tumne dard le liya ke maine aur kya kiya