SONG: Maine Ae Jaan-E-Wafa Tumase Mohabbat Ki Hai - मैने ऐ जान-ए-वफ़ा तुमसे मोहब्बत की है

Maine Ae Jaan-E-Wafa Tumase Mohabbat Ki Hai - मैने ऐ जान-ए-वफ़ा तुमसे मोहब्बत की है

LYRICS:
maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jan-e-vafa is bharose pe ki mil jaye sahara mujhko is bharose pe ki mil jaye sahara mujhko tumpe quraban tumpe quraban dil-o-jan ki daulat ki hai maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai tumne ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jan-e-vafa husn sadke ho kisi par ye kaha mumkin tha husn sadke ho kisi par ye kaha mumkin tha tumne mujh par tumne mujh par mera dil le ke inayat ki hai maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam dil jo apna tha kabhi aaj tumhara hai sanam ye tumhari hi ye tumhari hi nigaho ne shararat ki hai maine aye jan-e-vafa tumse mohabbat ki hai tumane ik dard mujhe de ke qayamat ki hai maine aye jan-e-vafa