SONG: Main Un Ki Ban Jaayun Re - मैं उन की बन जाऊँ रे

Main Un Ki Ban Jaayun Re - मैं उन की बन जाऊँ रे

LYRICS:
main un ki ban jaau re main un ki ban jaau main un ki ban jaau re main un ki ban jaau pag chinha unka panth niharu nainan deep jalau pag chinha unka panth niharu nainan deep jalau main nainan deep jalau main un ki ban jaau re main un ki ban jaau khadi rahi hu main piya ke path mein aaye wo aaye chanda ke rath mein khadi rahi hu main piya ke path mein aaye wo aaye wo chanda ke rath mein main man hi man lang lagau main man hi man lang lagau dur khadi sharmau main dur khadi sharmau main un ki ban jaau main un ki ban jaau re main un ki ban jaau main solah singaar karungi ae ri sakhi ae ri sakhi ae ri sakhi main pi ko marungi main solah singaar karungi bhole man ke armano ki jaymala pahnau bhole man ke armano ki jaymala pahnau main aymala pahnau main un ki ban jaau main un ki ban jaau re main un ki ban jaau